Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah ke 1st episode hum sabko yaad hoga, kaise har patra ka parichay karwana aur har patra ka mahatwa dikhate hain. Sabse pahle main ek bat bolna chahti hun 1st episode se aaj ke episode tak har episode ke anth me jaise hi shialesh lodha (Taarak Mehta) sir uss episode ke bare me aur aanewale episode ke baare me jo bolte hain wo muje bahot achha lagta hain, usme ek sikh hoti hain aur aage ki episode dekhne ki utsukata badti jati hain.
Abhi har patra ke baare me bat karne jao to sabse bada hungama karnewala gada pariwar, ek hungamedar dhamal gujarati pariwar hain,
Jethalal Chapakalaal Gada (Dilip Joshi): Jethalal Gada ek electronic dukan ka malik , khane ke shaukeen aur hungame ko sath me leke ghumnewale ek kush mijaaj vyaapari hain.
Daya Tappu ke papa Gada (Disha Vakani): Tappu ke papa gada, matlab inke pati dev shri jethalal champakalal gada, Pati khane ke shaukeen to patni khana banana me mastery ki huyi hain. Daya bhabhi ko khana banana aur khilane me maja aata hain,inko do aur chijon se mohabbat hain ek apni maa se bat karna aur har wakt garba karna.
Tippendra Jethalal Gada: Urf tappu e hain jethalal gada aur daya gada ke suputra hain, inke baare me to kya hi batavu main, ye akele hi puri society ko sar pe utha lete hain. Shararat karne me inka hath koi nahi pakad sakta, society me shayad hi aise koi khidakeeyan hain jo inke sixers ki vajah se tuthe na ho, aur inki har shararat ki bugtan inke pitaji ko karna padta hain.
Champakalal Jayantilal Gada(Amit Bhatt): E hain jethalal aur daya bhabhi ki bapuji, tappu ke dadaji, aur society ke chachaji, inka mijaj sabse alag. Wo itne sulaje huye samajadar aur apne anubhava se apne tajurbe ki baton se har mushkil rasta aasan bana dete hain. Jameen se jude huye, sadaran jindagi jinewale insaan hain. Aage aap jab inke baare me padenge tab aapko pata chalega.
Ye tha gada pariwar, ab milte hain inke padosiyon se..,
Mehta Pariwar: Mehta Pariwar matlab Gada pariwar se jude huye hain. Taarak mehta ji, jethalal gada ji ke param mitra ek prasiddh lekhak aur kavi hain, aur sath me apne param mitra ke niji agnishamak dal hain (Personal Fire Brigade) hain. Aur ab aati hain inki patni ki baari Anjali Taarak Mehta ek jabaradast dietitian, apne pati ko ubale huye khane ke alawa kuch nahi deti par sulaji huyi hain.
Bhide Pariwar: Shri Aatmaram Tukaram Bhide ji peshe se ek shikshak aur iss hungamedar society ke ekamev secretary hain jo humesha apne jamane ki bat karke sabko pakate hain. Madhavi Bhide shikshak ji ki patni ek business women jo bahot hi lajijadar aachar aur papad banate hain. Aur inki suputri Sonalika Bhide urf Sonu Bhide apne maa-baap ki pari aur padayi me hoshiyar.
Hathi Pariwar: Hathi Pariwar inko hum log hasmukh pariwar bhi bol sakte hain, Mr.Hansaraj Hathi peshe se doctor hain, marijon ko thik karte hain par fees me paison ki jagah mithayi uar parsan lete hain. Inki Patni Komal Hathi, Khana banate takti nahi hain aur apne pati ke patle hone ke sapne chodti nahi hain. Aur inka suputra Gulab Kumar Hathi urf Goli hathi bilkul apne papa pe gaye hain, khane me agar bete aur papa me pratiyogata hoga to hum bilkul andaza nahi laga sakte koun jitega kyunki dono khane ke shaukeen, barabar ki takkar hogi.
Sodhi Pariwaar: Sodhi pariwaar ekdum hatke hain, humesha khush rehnewale pariwar hain. Mr.Roshan Singh Sodhi punjab da puttar, nidhar aur khushnuma insan hain. Humesha apne doston ke liye humesha tayyar rehte hain chahe wo madat ke liye ya party-sharty karne. Aur inki patni Roshan Kaur Sodhi ek parsi kudi hain unke parsi labj sunane me bahot achha lagta hain, aur inko humesha shak rehata hain ki sodi phaji humesha party-sharty karte hain aur ek tarike se e sahi bhi hain. Aur inke suputra Gurucharan Singh Sodhi urf Gogi, e chote sodhi ji ke naam se jaane jate hain, inn maharaj ka mijaj to apne papa se milta hain. humesha balle balle karnewale energetic pariwar hain e pariwaar.
Iyyer Pariwaar: Iyyer Pariwar bahot hi mazedar hain, dono ek dusare se bilkul alag iyyer bhai idli chutney ka maja lenewale scientist to unki patni Babita iyyer mithi mithi bate karnewali kolkatta ki rani hain. Dono ek dusare se bahot alag hain fir bhi dono me ek alag tarah ka pyar hain jo unke chehre se dikhta hain.
Patrakar Popatalal: Mr.Patrakar Popatalal Pandey, toofan express ke toofani reporter wo bhi golden crow award winner, toofani kyun bola e aapko episodes me pata chalega. Chhate (Umbrella) ko apna dost mananewale, aur jeevanasathi ke liye tadapnewale, society ke har bat ko cancel karnewale e popatalal ji sabki duniya hilate hain. Society ke har beheno ke pyare bhai aur tappusena ke chahite uncle hain.
Tappu Sena: Tappu sena jise puri duniya abhi janati hain inke karnamo ki wajah se, iss sena me Goli,Gogi,Pinku,Sonu aur Tappu hain, aur iss sena ke senapati tappu hain. aur e sena iss society ki shaan hain.
Agar aise bole to sahi hoga ki tappu sena nahi to gokuldham nahi, aur gokuldham nai to tappu sena nai. E sena shararat to bahot hi jyada karti hain par inke sanskar itne achhe hain har ek achhe kam me bhi maharat haasil kiye huye hain. aage aage dekho iss sena ke karname aur achhe kam bhi.
Pinku: Pinku tappu sena ka sadasya hain, hoshiyar, sabko pyar karnewala bachha. jiske maa aur papa desh ke seva me jud gaye hain.
Nattu kaka, Bageshwar, Bawari aur Abdul: E saare patra aise hain jinke wajah se shayad society ke har ek patra ubhar ke aate hain. Kisiko rulana bahot aasan hain par hasana bahot mushkil hain.
Bageshwar urf baga & unke aur ab pure duniya ke nattu kaka jethalal ke gada electronics me kam karnewale karmachari hain jinki pagar badne ka nam hi nahi le rahi hain. Bageshwar ji ki mangetar bawari ji jo kisi ka bhi nam thik se nahi le pati aur har galti pe ek hi bat bolengi galti se mistake ho gayi hain, e bada majedar patra hain dekhne me maja aata hain.
Ab aate hain all-in-one store ke malik Abdul bhai, Gokuldham ke har ek achha waqt, bura waqt, har ek function aur khushi inke bina adhura hain. unki masumiyat logo ke dil me chha gayi hain jaise unki banayi huyi masala sode ka swaad sabke labom pe chaya huwa hain. Inke soda ke bina to purush mandal ki sham aur thakan katam hi nahi hoti. Yaron ke yar hain abdul bhai.
E saare patra apne aap me bahot mahatwapurn hain, har ek patra ek dusare ke bina adhura hain. To hum log episodes dekhne ke liye bilkul taiyyar hain, to aap humesha e episodes bhi dekhna aur mere kisse bhi padna.
Abhi har patra ke baare me bat karne jao to sabse bada hungama karnewala gada pariwar, ek hungamedar dhamal gujarati pariwar hain,
Jethalal Chapakalaal Gada (Dilip Joshi): Jethalal Gada ek electronic dukan ka malik , khane ke shaukeen aur hungame ko sath me leke ghumnewale ek kush mijaaj vyaapari hain.
Daya Tappu ke papa Gada (Disha Vakani): Tappu ke papa gada, matlab inke pati dev shri jethalal champakalal gada, Pati khane ke shaukeen to patni khana banana me mastery ki huyi hain. Daya bhabhi ko khana banana aur khilane me maja aata hain,inko do aur chijon se mohabbat hain ek apni maa se bat karna aur har wakt garba karna.
Champakalal Jayantilal Gada(Amit Bhatt): E hain jethalal aur daya bhabhi ki bapuji, tappu ke dadaji, aur society ke chachaji, inka mijaj sabse alag. Wo itne sulaje huye samajadar aur apne anubhava se apne tajurbe ki baton se har mushkil rasta aasan bana dete hain. Jameen se jude huye, sadaran jindagi jinewale insaan hain. Aage aap jab inke baare me padenge tab aapko pata chalega.
Ye tha gada pariwar, ab milte hain inke padosiyon se..,
Bhide Pariwar: Shri Aatmaram Tukaram Bhide ji peshe se ek shikshak aur iss hungamedar society ke ekamev secretary hain jo humesha apne jamane ki bat karke sabko pakate hain. Madhavi Bhide shikshak ji ki patni ek business women jo bahot hi lajijadar aachar aur papad banate hain. Aur inki suputri Sonalika Bhide urf Sonu Bhide apne maa-baap ki pari aur padayi me hoshiyar.
Hathi Pariwar: Hathi Pariwar inko hum log hasmukh pariwar bhi bol sakte hain, Mr.Hansaraj Hathi peshe se doctor hain, marijon ko thik karte hain par fees me paison ki jagah mithayi uar parsan lete hain. Inki Patni Komal Hathi, Khana banate takti nahi hain aur apne pati ke patle hone ke sapne chodti nahi hain. Aur inka suputra Gulab Kumar Hathi urf Goli hathi bilkul apne papa pe gaye hain, khane me agar bete aur papa me pratiyogata hoga to hum bilkul andaza nahi laga sakte koun jitega kyunki dono khane ke shaukeen, barabar ki takkar hogi.
Sodhi Pariwaar: Sodhi pariwaar ekdum hatke hain, humesha khush rehnewale pariwar hain. Mr.Roshan Singh Sodhi punjab da puttar, nidhar aur khushnuma insan hain. Humesha apne doston ke liye humesha tayyar rehte hain chahe wo madat ke liye ya party-sharty karne. Aur inki patni Roshan Kaur Sodhi ek parsi kudi hain unke parsi labj sunane me bahot achha lagta hain, aur inko humesha shak rehata hain ki sodi phaji humesha party-sharty karte hain aur ek tarike se e sahi bhi hain. Aur inke suputra Gurucharan Singh Sodhi urf Gogi, e chote sodhi ji ke naam se jaane jate hain, inn maharaj ka mijaj to apne papa se milta hain. humesha balle balle karnewale energetic pariwar hain e pariwaar.
Iyyer Pariwaar: Iyyer Pariwar bahot hi mazedar hain, dono ek dusare se bilkul alag iyyer bhai idli chutney ka maja lenewale scientist to unki patni Babita iyyer mithi mithi bate karnewali kolkatta ki rani hain. Dono ek dusare se bahot alag hain fir bhi dono me ek alag tarah ka pyar hain jo unke chehre se dikhta hain.
Patrakar Popatalal: Mr.Patrakar Popatalal Pandey, toofan express ke toofani reporter wo bhi golden crow award winner, toofani kyun bola e aapko episodes me pata chalega. Chhate (Umbrella) ko apna dost mananewale, aur jeevanasathi ke liye tadapnewale, society ke har bat ko cancel karnewale e popatalal ji sabki duniya hilate hain. Society ke har beheno ke pyare bhai aur tappusena ke chahite uncle hain.
Tappu Sena: Tappu sena jise puri duniya abhi janati hain inke karnamo ki wajah se, iss sena me Goli,Gogi,Pinku,Sonu aur Tappu hain, aur iss sena ke senapati tappu hain. aur e sena iss society ki shaan hain.
Agar aise bole to sahi hoga ki tappu sena nahi to gokuldham nahi, aur gokuldham nai to tappu sena nai. E sena shararat to bahot hi jyada karti hain par inke sanskar itne achhe hain har ek achhe kam me bhi maharat haasil kiye huye hain. aage aage dekho iss sena ke karname aur achhe kam bhi.
Pinku: Pinku tappu sena ka sadasya hain, hoshiyar, sabko pyar karnewala bachha. jiske maa aur papa desh ke seva me jud gaye hain.
Nattu kaka, Bageshwar, Bawari aur Abdul: E saare patra aise hain jinke wajah se shayad society ke har ek patra ubhar ke aate hain. Kisiko rulana bahot aasan hain par hasana bahot mushkil hain.
Bageshwar urf baga & unke aur ab pure duniya ke nattu kaka jethalal ke gada electronics me kam karnewale karmachari hain jinki pagar badne ka nam hi nahi le rahi hain. Bageshwar ji ki mangetar bawari ji jo kisi ka bhi nam thik se nahi le pati aur har galti pe ek hi bat bolengi galti se mistake ho gayi hain, e bada majedar patra hain dekhne me maja aata hain.
Ab aate hain all-in-one store ke malik Abdul bhai, Gokuldham ke har ek achha waqt, bura waqt, har ek function aur khushi inke bina adhura hain. unki masumiyat logo ke dil me chha gayi hain jaise unki banayi huyi masala sode ka swaad sabke labom pe chaya huwa hain. Inke soda ke bina to purush mandal ki sham aur thakan katam hi nahi hoti. Yaron ke yar hain abdul bhai.
E saare patra apne aap me bahot mahatwapurn hain, har ek patra ek dusare ke bina adhura hain. To hum log episodes dekhne ke liye bilkul taiyyar hain, to aap humesha e episodes bhi dekhna aur mere kisse bhi padna.
Instagram: https://www.instagram.com/
Facebook: https://www.facebook.com/Taarak-Mehta-ka-ooltah-chashma-blogs-112976617170014/
worldgymbowie
ReplyDelete.