Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Lockdown

Why We Get Dreams..? Jethalal's Dream Story In Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah - हमें सपने क्यों आते हैं..? जेठालाल के सपनों की कहानियां तारक मेहता का उल्टा चश्मा में

               Sapne jo aankhe bandh karke ek kahani ko dikhati hain, jaruri nahi hain ki wo kahani sach hi ho ya sach honewala ho par jab hum unn sapnon ko mehasus karte hain to hume lagata hain ki wo vastavikata me chal raha hain. kuch sapne aise hote hain jiski vajah se aap tanav me aa sakte hain, kuch aise sapne bhi hote hain jise dekh ke aapko khushi bhi milti hain par wo sirf ek kalpanik katha hoti hain. Ye ek aisi kriya hain jo nidravasta me hoti hain, experts ka kehana hain ki hum apne nidravasta me kam se kam 2-4 baar sapna dekhte hain par, unme se hume sirf ek aisi koi ghatana hoti hain jo shayad humne apne jeevan me mehsus kiya ho ya soch rahe ho ki aisa kuch karna hain, hume yaad rehati hain. Kuch logo ko sapne yaad rehate aur kuch log bhul nahi pate. aisa hi ek episode hum sabke chahite show me dikhaya ja raha hain abhi, kaise jethalal ko sapne aa rahe hain, kyun aa rahe hain, sapne na aaye iske liye wo kya kya kar rahe hain to dekhna...

Covid-19 Effect on Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah - कोरोना वायरस का असर तारक मेहता का औल्ताह चश्मा पर

          Aisa koi vishay nahi jispe taarak mehta ka ooltha chashmah ke show me episodes na banaye ho, waise hi jis mahamari se hum log gujar rahe uspe bhi dyaan dena jaruri tha aur asit sir ne wo dikha diya.    Corona virus ka prabhav sare duniya me chal raha hain, mana ki abhi thoda thoda hum aage bad rahe hain par kuch waqt pahle sab kam bandh the, sare office bandh the, sare industries bandh the, humara chahita show taarak mehta ka ooltah chashmah bandh tha, humara poora desh stagit huwa tha. Waise to sab logo ne soch liya tha ki e bahot jald katam ho jayega ya iske liye medical ka kuch madat mil jayega, abhi tak to kuch nahi hain par aasha nahi chodenge. Par iske baad hume iske sath hi jina hoga par puri savadhani ke sath.                   March 25 se jo lockdown  chal raha tha wo shayad pure desh ke liye kafi mushkil samay tha, kyunki hum log bahar nahi ja sakte the, khulke ghum nahi ...